Khasaara - Harmeet | (Lyrics)
Dekh phir khasaara ho gaya Ye dil hamaara kho gaya Main phirse jaagta raha Mera zamaana so gaya Gam gawaara ho gaya dil-e-pasaara ho gaya Banaaya pyaar se makaan sab kabaada ho gaya Aap bhi kamaal karti hain Ye kaisa haal karti hain Ye dil mein ghar banati hain Usse nilaam karti hain Tu haina sunne ko ye baatein To main gunguna hi doon Main to shaukiya likhun Tu hi kamaal padhti hai Aankh bandh karke meri din ko raat kehti hain Pata hai sach par maan loon jo jhoot aap kehti hain Pyaar ki gawaahi to jaana hum dono dete hain Main bas izhaar kehta hoon aur tu mazaak kehti hai Dil diya udhaar mein wasool na saka Betha maangne tujhe to taara toot na saka Pyaasa rehke jis kiyaari ko main deta rehta paani Uss kiyaari mein mere liye koi phool na bachaa Dekh phir khasaara ho gaya Ye dil hamaara kho gaya Main phirse jaagta raha Mera zamaana so gaya Gam gawaara ho gaya dil-e-pasaara ho gaya Banaaya pyaar se makaan sab kabaada ho gaya Can’t we give th...