Kyun Chhod Gaye Raste - Atif Aslam | (Lyrics) | Meri Kahani (2008)
Chupke se aaye yaad teri yahan
Sirf main jaanun jab woh darmiyan
Chupke se aaye yaad teri yahan
Sirf main jaanun jab woh darmiyan
Hawa tum, nasha tum
Meri raahaton ka pata tum
Mere aibon ko jo dhak de
Woh paak-si rida tum
Kyun chhod gaye raste?
Kabhi saath chale the jinpe
Hawa tum, nasha tum
Meri raahaton ka pata tum
Mere aibon ko jo dhak de
Woh paak-si rida tum
Kab tak bharun khud mein junoon?
Tum na milo to kaise sahun?
Apni wafa pe hai to yaqeen
Tum saath na do to kya main karun?
Kyun chhod gaye raste?
Kabhi saath chale the jinpe
Kyun chhod gaye raste?
Kabhi saath chale the jinpe
Chhod gaye raste (kab tak bharun khud mein junoon, tum na milo to kaise sahun? apni wafa pe mujhe hai yaqeen, tum saath na do to kya karun?)
Chhod chale raste
Ye ghadiyon ki saazish hai ke aap aaye na
Ye meri guzaarish hai, aayein to jaayein na (chhod chale raste)
Comments
Post a Comment