Parvati - Sadhu Tiwari | (Lyrics) | Hanuman Ansh


Shambhu, Shiv Shambhu!
Bholenath!

Jab Zid Pe Aa Gayi Parvati
Parvati, Parvati
Samjhane Pahunche Saptarishi
Saptarishi, Saptarishi

Kaay Zid Kar Rahi
Kaay Ko Mar Rahi
Kaay Zid Kar Rahi
Kaay Ko Mar Rahi
Aise Var Ke Laane

Kaay Zid Kar Rahi
Kaay Ko Mar Rahi
Aise Var Ke Laane
Aise Var Ke Laane

Jaake Sees Pe Ganga Aur Gale Mein
Daale Phir Rahe Saanp
Jaake Sees Pe Ganga Aur Gale Mein
Daale Phir Rahe Saanp
Itne Seedhe-Saade Hain Sab Kehte
Bholenath, Bholenath

Jaake Sees Pe Ganga Aur Gale Mein
Daale Phir Rahe Saanp
Itne Seedhe-Saade Hain Sab Kehte
Bholenath, Bholenath

Na Khapra Na Chhapra
Na Foos Ki Dhare Madaiya
Ka Khaave Ko Dharo Wahan
Bas Rovat Rahat Ladaiyaan

Na Khapra Na Chhapra
Na Foos Ki Dhare Madaiya
Ka Khaave Ko Dharo Wahan
Bas Rovat Rahat Ladaiyaan

Bhesh Dhare Avdhoot Phire
Ab Tumse Ka Kahe Binnu
Dora Daangar Le Ghoomein
Ve Inke Kachhuye Naiyaan
Ve Inke Kachhuye Naiyaan

Kaay Zid Kar Rahi
Kaay Tap Kar Rahi
Kaay Zid Kar Rahi
Kaay Ko Mar Rahi
Aise Var Ke Laane
Aise Var Ke Laane

Jaake Sees Pe Ganga Aur Gale Mein
Daale Phir Rahe Saanp
Jaake Sees Pe Ganga Aur Gale Mein
Daale Phir Rahe Saanp
Itne Seedhe-Saade Hain, Sab Kehte
Bholenath, Bholenath

Jaake Sees Pe Ganga Aur Gale Mein
Daale Phir Rahe Saanp
Itne Seedhe-Saade Hain, Sab Kehte
Bholenath, Bholenath

Shambhu, Shiv Shambhu!
Bholenath!

Jata Lata Na Kabahun Sanvaare
Deesat Maha Bhayankar
Moor Pe Aadho Chanda Aur
Bela Pe Ghoome Shankar

Ram Naam Ke Rasiya Hain Ve
Aur Unhein Kya Chaahne
Kaamdev Ke Mardanhaari
Ghar-Grihasthi Kya Jaane
Ve Ghar-Grihasthi Kya Jaane

Kaay Zid Kar Rahi
Kaay Ko Mar Rahi
Kaay Zid Kar Rahi
Kaay Tap Kar Rahi
Aise Var Ke Laane
Aise Var Ke Laane

Jaake Sees Pe Ganga Aur Gale Mein
Daale Phir Rahe Saanp
Jaake Sees Pe Ganga Aur Gale Mein
Daale Phir Rahe Saanp
Itne Seedhe-Saade Hain, Sab Kehte
Bholenath, Bholenath

Jaake Sees Pe Ganga Aur Gale Mein
Daale Phir Rahe Saanp
Itne Seedhe-Saade Hain, Sab Kehte
Bholenath, Bholenath

Bhole Bam Bhole
Bhole Bam Bhole
Bhole Bam Bhole
Jai Jai Shiv Shambhu

Comments

Popular posts from this blog

Taare - Farak | (Lyrics)

Raanjhan - Parampara Thakur | Doo Paati | (Lyrics)

Aashiq Tera - Altamash Faridi, Mudassar Aziz, Sohail Sen | (Lyrics) | Happy Bhaag Jayegi