Main Tera Ho Gaya - Karneast, Riya & Simon Vikram | (Lyrics)
Hai tu humraaz haan
Main tere dil ka pasbaan
Meri jaan-e-ghazal ka tu pura asmaan
Teri zulfein lehri, meri palkein thehri
Teri saadgi ka ho gaya
Tera yun muskurana kare mujhko deewana
Teri saadgi ka ho gaya
Main tera ho gaya x4
Mere naseeb mein khudko likhale
Zehenaseeb tu mujhko banade
Qafas hai ye tere husan ka
De mujhe umar qaid mujhe qaidi banale
Tu hai noor ka aabshar tere lams mein dekhta hai khumaar
Mere nafs ki tu hai sayonee kyun karti tu aetbaar
Meri zulfein lehri, teri palkein thehri
Meri saadgi ka ho gaya
Mera yun muskurana kare tujhko deewana
Meri saadgi ka ho gaya
Tu mera ho gaya x4
Hona nahi tha socha nahi tha par fir bhi main x4