Par Ab Jo Ayegi Tu - Aurmusic | (Lyrics)


[Verse 1]
Ankhein tere bina yei soti nahi hai
Raate hoti nahi hai
Jab tu hoti hai
Hoti hai teri fikar
Rehta hai dil mei ik darr
Ke dil mei viraani hai
Ab tu kab laute ga ghar

[Chorus]
Par ab jo ayegi tu
Mujhko na payegi tu
Dil ko samjhayegi tu
Main hoon yahi
Dhoondo gei har gali mei
Fir miloonga nahi mai
Kho jaunga kahi mai
Tere liye
Haan hai hassi tu
Par tu bewafa hai
Mujhe dhoondna abhi teri saza hai
Mujhmein mohabbat saanso ki tarha hai
Tum jo ab nahi ho to baki bhi kya hai

[Verse 2]
Dikhti hai chandni jo
Shat jate hai yei badal
Aese hi laakhon mei hum
Tujhko taqte hai pagal
Aese hi karte hai sab
Duayen kei yei barse
Par mei chahta hun kei
Ye hi barse naa
Par ab jo barsengein yei
Chahat ko tarso ge tum
Mujhko hi dhoondo ge tum
Fir har jagaah

[Verse 3]
Ab tum wafa bhi karoge to baki rahe ga kya
Jisko nahi sunna tha vo ab kahega kya
Dastak bhi di thi
Par tumne kaha tha ki tumne
Suna hi nahi
Band kar diyan hai ab dil ka ye darwaza
Tum tab kaha the jab tanha mai mar raha tha
Rato mei ro raha tha
Khud sei mai ladd raha tha
Socha tha mar hi na jaun kahi-

[Chorus]
Par ab jo ayegi tu
Mujhko na payegi tu
Dil ko samjhayegi tu
Main hoon yahi
Dhoondo gei har gali mei
Fir milun ga nhi mai
Kho jaunga khi mai
Tere liye
Haan hai hasi tu
Par tu bewafa hai
Mujhe dhoondna ab hi teri saza hai
Mujhmei mohabbat saanso ki tarha hai
Tum jo ab nahi ho to baki bhi kya hai

[Outro]
(Haan hai hasi tu
Par tu bewafa hai
Mujhe dhoondna ab hi teri saza hai
Mujhmei mohabbat saanso ki tarha hai
Tum jo ab nahi ho to baki bhi kya hai)

Popular posts from this blog

Raanjhan - Parampara Thakur | Doo Paati | (Lyrics)

Aashiq Tera - Altamash Faridi, Mudassar Aziz, Sohail Sen | (Lyrics) | Happy Bhaag Jayegi

Ranjheya Ve - Zain Zohaib | English Translation Lyrics